Kya batayein is dil ka aalam

Nazar chahti hai didaar karna
dil chahta hai pyaar karna
kya batayein is dil ka aalam
naseeb mein likha hai intezar karna.