Sitaron ki Rakhwali
Ay raat tum to Agosh_e_Muhbat mein so jaya kro
Hamain to Aadat hai sitaron ki rakhwali k
Advertisement
Ay raat tum to Agosh_e_Muhbat mein so jaya kro
Hamain to Aadat hai sitaron ki rakhwali k
Pyaar me milna zaruri nahi
Pyaar mein izhaar bhi zaruri nahi
Zaruri sirf ehsaas hai jo zindagi saNwarde
Unhe paana ya na pana zaruri nhi
maine tum se tumhain manga
to tum muskura diye
tum yeh b to keh sakte thy
meri jaan
apni chezen mangi nahi jaaten
Uff teri masst adaayein yeh shokhpan
Kirnon ko bhi chooney na du badan tera
Kya kahen hum kaise tujhse door ho gaye
Haalaat se kuch khud se majboor ho gaye
Mohhabbat rula deti hai kab ye maana tha
Apne dil ke afsaane wohi dastoor ho gaye
Tere pyar ny zindagi se pehchaan karai hai
Mujhe wo toofano se phir lauta ke lae ha
Bas itni he dua karte hain khuda se hum
Bujhe na yeh shama kabhi jo hum ny jalai ha
Nazar ko nazar ki khabar na lage
Koi accha bhi is kadar na lage
Aapko dekha hai bas us nazar se
Jis nazar se aapko nazar na lage
Ek pal mein ek saadi ka maaza hum se poochiye
Do din ki zindagi ka maaza hum se poochiye
Jeenay laga hun .. phlay sy zada
phlay sy zada tm py marne lga
Main mera dil …or tm ho yahan…
Phir Q Ho palkain..jhukaey wahan
Tum sa haseen phlay dekha nhe
Tum is phlay thai..janay kahan
Jeenay laga hun .. phlay sy zada
phlay sy zada tm py marne lga