Bad Judaai K Jo Nuksan Hua
Kitna Pur Keif
Lagta Tha Tera
…..Sath……
Magar~……
Bad Judaai K Jo
Nuksan Hua
…. Khoub Hua ….
Advertisement
Sad SMS – Sad Poetry SMS – Sad SMS in Urdu – New Sad SMS – Latest Sad SMS – Love Sad SMS Text Messages – Sad SMS in English – Punjabi Sad SMS – Sad SMS Shayari – Sad SMS Messages – Sad SMS Collection – Send Free Sad SMS Text – Sad SMS Quotes / Wishes – Sad Ghazal Poetry SMS.
Kitna Pur Keif
Lagta Tha Tera
…..Sath……
Magar~……
Bad Judaai K Jo
Nuksan Hua
…. Khoub Hua ….
Kisi ko kia hasil ho ga mujhe yaad karne se
Me to aam insan hon yahan to sub ko khaas ki talash hai wasay
Uski Hansi Me Chupe Dard Ko Mehsoos To Kar Faraz
Wo To Yun Hi Hans Hans Ke Khud Ko Saza Deta Hai.
Ik Ghazal Meer ki Parhta Hai Parrosi Mera……
Ik Nammi Si Meri Deewaar Main Aajati Hai……….
Kuch Log Mere Qalm Se Seetey Hain Apne Zakham,
Kuch Logon Ko Main Chubta Hon Ek Nok Ki Tarhan.
Haalaat ne tor dia kache dhage ki tarha warna
Us k waadey bhi kabhi zanjeer hua karte they.
unse door jaane ka irdada na tha
sada saath rehne ka wadaa bhi na tha
vo yaad nahi karega jaante the hum
par itni jaldi bhool jayega andaza na tha
Barbaad Howe , Badnaam Howe , Ek Teri Tamanna Ki khatir
Ye Dunya Tu Hamari Ho Na Saki , Ek Tum Hi Hamare Ho Jaate
Chup chup Rehna seekh liya hay
Har dukh sehna seekh liya hay
Ashkon ki Moujon ne dil k
Andar behna seekh liya hay,
Pathar jaise logon ko bhi
Acha kehna seekh liya hay
Jeevan ki tapti Raahon per
Tanha chalna seekh liya hay
Apna dard chupa kar sab se
Tanha Rona seekh liya hay
Khusi KO dhundne SE gam milta hai,YE gam zindagi mein hardam milta hai,jo dil ke sare dard baant le,aisa Pyar zindagi mein kam milta hai..