Naseeb k lafzon ne sath chor dia

Zawal e Shab mein sitaron ne sath chor dia

Hawa chali to chiraghon ne sath chor dia

Mila jo moka muje un se baat karne ka

Mera naseeb k lafzon ne sath chor dia

Wo Ru-baroo tha magar usko dekhte kese

Wo Rang-O-Noor tha,Ankhon ne sath chor dia

Advertisement